header ads

Phones Me Use hone wale Secret Codes (USSD Codes) [Hindi]

Android Codes:

1.*#06#: Yah code aap apne dialer se dial karenge toh aapko aapke phone ka IMEI number pata chlega.
2.*#0*#:- Iss code ka use phone ke service menu me jane ke liye use kiya jata hai .
*3.#0228#:- Phone ke Battery Status ko check karne ke liye iss number ko dial kijiye .
4.*#9090# / *#1111# Iss code ka use karke aap phone ko service mode me kar skte hai .
HTC  Codes:
1.*#*#0842#*#* : Apne phone ka vibration aur backlight test karne ke liye iss code ka use kare.
2.*#*#*0*#*#*– iss code se phone ka LCD test hota hai.
3.*#*#2664#*#*– Touch screen ko test karne ke liye iss code ka use hota hai.
4.*#*#232337#*#*– Bluetooth Ke bare me batata hai yah code.
5.*#*#3264#*#*– RAM ka Version check karne ke liye iss code ko dial kare.
Nokia Phone Codes:
1.*#0000# :– Aap iss code ke help se apne phone ka model number,software version ,software release date ka pta lga skte hai .
2.*#92702689# – yah code manufacturing date aur total call duration btata hai .
3.*#7780# – Phone ke setting ko resotre karne ke liye aap iss number ko dial kar skte hai .
4.*#7370#– Multimedia phone ko format karne ke liye iss code ka use kare.
5.*#2830#(*#bta_#)– Phone ke  Bluetooth ke  details btata hai .
Dosto ye sabhi codes tested hai agar inme se koi code kaam nhi krta hai toh aap comment karke bta skte hai . Usko update kr diya jayega .Aur agar apko bhi isse alag koi code pta hai toh aap niche comment kar skte hai .

Post a Comment

0 Comments