Koi bhi android phone ya smartphone sbse jyada display me Battery ko consume karta hai.
Agar aapke phone ki brightness 40% se jyada hai toh usko kam kijiye aur auto mode me kar dijiye . Iss aapke Battery ki power bachegi aur battery yadjad er tak chaleg
Apne phone me data se net use karne ke bajay agar aap wifi ka istemal karte hai toh isse aapki battery backup increase hogi.
Kyuki wifi ka network aur cellular network ki frequency me bahut difference hota hai . Wifi use karne par Battery bahut kam amount me consume hoti hai .Jabki Cellular network mjyae da battery consume hoti hai .
Aapke phone me backup ke liye auto sync agar onha i toh off kijiye kyuki jb aap phone nahi bhi use artek hai toh yah synchronization chalta hi rhta hai .Aur aapki battery bhi consume hoti rhti hai. Isliye isko off rakhne se aapki battery 30% jyada der tak chlti hai .
Jaisa ki title me likha hai Do not use live wallpaper matlab aapko koi still image ko wallpaper set karna chahiye.
Live Wallpaper use karne par aapki battery toh consume hoti hi hai aur sath sath aapka RAM bhi consume hota hai . Mujhe lgta hai live wallpaper lgana koi tashanbaji nahi hai .
Kuch apps hote hai jo close karne ke baad bhi Data ko use karte hai . Aur background me run krte hai. Isse aapke battery par bhi asar padta hai . Isliye agar aap background data ko restrict kar dete hai toh aapko aam ke aam aur guthliyo ke bhi daam mil jayenge matlab ki aapka Data bhi save hoga aur battery bhi.
Smartphone alag-alag specifications ke sath aate hai aur isi wajah se unka battery bhi alag-alag hota hai. Jaise ki apne dekha hoga 3000mAh batter phone, 4000mAh batter phone aur 5000mAh battery phones.
Aise phones jinme alag-alag power wali battery lagi hoti hai unka charger bhi alag hota hai. Kam power wale battery ka changer bhi kam power ka hoga. Aise me agar aap apne Phone ko kisi kam power battery wale charger se charge karte hai.
To battery charge hone jyada time lagata hai aur iska backup bhi 10% tak ho jata hai original charger ke comparison. Isliye aap hamesha phone ke original charger se charging kare.
Smartphone ke core specifications hote hai Camera, Display, RAM, Processor aur Battery. Agar aap koi new phone buy karne ke liye plan kar rhe hai apko ek aise smartphone chahiye jisme powerful battery diya ho taki apko accha backup mil sake aur agar aap kahi baahar hai to bar-bar phone charge karne ki jarurat na ho.
- Second had Refurbished Phone Under 5000: Yah aise phones hote hai jo apne warranty period me customers dwara wapas kar diye jaate hai company ko, aur company unke problem ko fix karke fir sale karne ko bhej dete hai.
- Redmi Note 7 With Powerful battery: Yah phone abhi jaldi me launch huya hai aur isme 48MP camera milega. Iske sath is phone me apko 4000mAh powerful battery milega jo ki kisi bhi Android phone dusare category ka sabse powerfull battery hai.
- Best Battery Backup Phones Under 20000: Redmi note 5, Honor 9i, Moto G5 jaise bahut aise smartphone hai jo ki purane model ke hai. Lekin inka battery performance bahut accha hai aur agar aap ke powerfull battery phone buy karna chahte hai to isme se koi apke liye best hoga
Dosto agar aap upar btaye gaye chijo ka apne phone me implement karte hai toh mai gurantee ke sath kah skta hu ki aapke phone ki battery backup 30% increase jayegi .Aur agar yah post aapko achha lga toh please apne friends ke sath bhi share kare…
0 Comments